You are hereShayaris
Shayaris
life
Life is not an I pod
to listen to your favorite song
It is a Radio.. you Must
Adjust your self to every
Frequency and enjoy what
ever come in the Life...
Smile
Zindagi Kabhi Mushkil to Kabhi aasan hoti hai,
Aankho me Nami hontho pe Mushkaan hoti hai,
Naa Bhulna Apni Mushkurahat ko,
isi se har Mushkil aasan hoti hai...
KEEP SMILING..
Love
Jab dekha teri aankhon main maine
Thum sa gaya yeh dil mera..
Jab chuma labbo ko tere
Khil sa gaya yeh dil mera..
Jab aayi tum meri banho main
Mahek sa gaya yeh dil mera..
Jab aaya waqt juda hone ka tum se
Udas ho gaya yeh dil mera..
Aab yeh aalam hai
Utthi hai nazre jaha
Chehra tumhara hota hai waha
Mujh se kehta hai yeh dil mera
Le chaal wapus mujhe un banhon main
Sakoon mujhe milta hai jaha
Gar bus main ho mere agar
Cheer kar tumhe dikha doon yeh dil mera
Jab dekha teri aankhon main maine
Thum sa gaya yeh dil mera.
Barish
Aaj sarmaa kee pahlee barish hay
Har soo andhera chaya hay
Mairee amawas zindgee kee tarah
Rastey sunsaan aur soonay hain
Mairey khalee ghar kee tarah
Badil bhee khul kay barsaa hay
Mairee bheegee aankhon kee tarah
Hawaa kitnee yakh basta hay
Honton pay aaney walee
Sard aahon kee tarah
Dil main rah janey walee
Kuch duaaon kee tarah
Es ajeeb mosam main
Ajab hay dil kaa haal mairey
Yaad tumharee aatee hay
Jaisey sarmaa kee pahlee barish
Saath main sardee laatee hay
Kuch waisey hee tere yaad kay juloo main
Ek gahraa sanataa aayaa hay
Ab dil kay barf zaron main
Har aahat, madoom howee hay
Har umeed, mohoom howee hay
Ab tairee yaad kee shidat main
Ab tairey hijar kee hidat main
Hum chup chaap phighaltey hain !!!
Ishq
Abhi to isq me aisa bhi haal hona hai,
ki asq rokna tumse muhaal hona hai.
har ek lab pe han meri wafa ke afsaane,
tere sitam ko abhi lajawaab hona hai.
tumhe to khabar hi nahi tum to lot jaoge,
tumhare hijar me ek lamha bhi ek saal hona hai.
jab bhi behaal hogi rooh humaari,
tumhaari yaadon ko is dil ki dhaal hona hai.
kabhi to royega tu bhi kisi ki baaho me,
kabhi to uski hansi ko bhi jawaal hona hai.
milegi hume bhi humaare hisse ki khusiya,
dekhte hai kab ye kamaal hona hai.
jamaana jiski baato me ulajh jaaye,
hume ek aisa sawaal hona hai.
yakeen hai mujhko to lot jayega,
tumhe bhi apne kiye ka MALAAL hona hai.
with lovely regards
src:www.orkutbox.com